💥 20% OFF First Order | Use Code: BISMILLAH at checkout 🛍️

JOURNEY I LIVED... REMAINDER IS WHAT I SHARE

Ek Remainder – The Sajda That Started It All

Vo shor

Kabhi Azaan sirf background noise thi. Na yaqeen kam tha, na zindagi rukhi thi — bas dil se kuch mehsoos nahi hota tha. Life mein sab kuch tha: doston ka shor, sheher ki raunak, par andar se khaali. Aur phir... ek sajda ne sab kuch badal diya.

Vo Dooriyan

Islam tab sirf ek tag tha — ek identity, par ek zindagi nahi. Main khilaaf nahi tha, lekin kareeb bhi nahi tha. Isi do raaston ke beech kahin, khud ko kho diya tha. Raaton ki loud lights, doston ke beech fake smiles. Woh pal jahan sach chhup jata hai. Lekin Allah kabhi nahi bhoolta — chahe tum use bhool jao. Aur ek din... usne yaad dila diya.

Vo Sajda

Na Jummah tha. Na Ramadan. Na koi perfect moment. Bas ek sajda tha — bina plan kiya hua. Aur us sajde mein... main toot gaya. Aur wahi se wapas aaya. Us sajde ne yaad dila diya ki main kaun hoon. Yahi hai *Ek Remainder* — ek yaad jo chillati nahi, lekin chhodti nahi.

Naam Badla, Irade Bane

Woh ek remainder mission ban gaya. Phir brand. Phir VedFra. Main Vedant tha. Allah ne mujhe Vihaan banaya. Aur VedFra — usi safar ka pul hai. Jahaan pe identity, faith, aur tauba silayi gayi hai. Ye fashion nahi hai. Ye da’wah hai. Ye umeed hai. Wo awaaz hai jo tumhara rooh dhoondh raha tha — cotton mein likhi hui.

Ye Tere Liye Hai

Agar tu yeh padh raha hai aur dil thoda bhatak gaya hai... Agar Azaan sunkar kuch to feel hota hai... Toh samajh le — yahi hai tera *Ek Remainder*. Wapas aa ja. Tu gumshuda nahi hai. Bas ruk gaya hai.

Reminder Pehn

“Ye sirf kapda nahi hai. Reminder hai — tujhe wapas bulane wala.”

"Agar mera safar tumahre dil ne mehsoos kiya ho… toh tum ise apna safar bana lo, Apna Remainder bana lo."

0
    0
    Your Cart
    Your cart is emptyReturn to Shop